Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Humsafar (1970)
HomeMere Humsafar (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
oo oo oo oooo oooo oooo ooo mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai ye mast hawa oo ye mast hawa pee ka sandesa layi hai oye ki sandesa layi hai is rut mein juda hona oo juda hona is rut mein juda hona rut ki ruswayi hai oo ho haye dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho mar jana behtar hai pardesh mein jeene se kyun dooor ho kyun door chale aaye kyun door chale aaye sawan ke jhulon se ho ye phool hain kaanton se wo kaante phoolon se ho mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai mainnu yaar se milna hai
meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royiiiii saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royi jisne dekha paagal samjha ye naa samjha koi meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko raah mein jaane kis sautan ne rok liya saajan ko meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saariiii saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saari wo aati hai wo jaati hai ik birhaa ki maari meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya
tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin wo baat bhala phir kaise ho jo duniyaa ka dastoor nahin dastoor nahin honton pe hansi aati apne ashqon ko chhupaya hai humne aankhen bhi churaayi hain humne daaman bhi bachaya hai humne ooo oo oo ye yaad rahe lekin tumko majboor hain hum magroor nahin magroor nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin duniyaa ki deewaren lekin ye ulfat tod bhi deti hain ye toote dil toote rishte ye kismat jod bhi deti hain ooo oo oo jis din hum tum mil jaayenge wo din shayad ab door nahin ab door nahin tum humse milo hum tumse milen ye logon ko manzoor nahin manzoor nahin wo baat bhala phir kaise ho jo duniyaa ka dastoor nahin dastoor nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Mausam Hai Baharon Mere Humsafar (1970) 05:13 38400
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kamal Rajasthani
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jeetendra
Duration : 05:13   Song Number : 38400   

Mera Pardesi Naa Aaya Mere Humsafar (1970) 05:09 13718
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:09   Song Number : 13718   

Tum Humse Milo Mere Humsafar (1970) 04:23 19143
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Sharmila Tagore
Duration : 04:23   Song Number : 19143